शनिवार, 28 फ़रवरी 2026
मौन की शक्ति - ओशो
मंगलवार, 24 फ़रवरी 2026
Aaj Ki Raat, Stree 2,Tamannaah Bhatia,
Aaj Ki Raat Song Lyrics in English
Thodi fursat bhi meri jaan kabhi
Baahon ko deejiye
Thodi fursat bhi meri jaan kabhi
Baahon ko deejiye
Aaj ki raat maza husn ka
Aankhon se leejiye
Aaj ki raat maza husn ka
Aankhon se leejiye
Waqt barbaad na bin baat ki
Baaton mein keejiye
Waqt barbaad na bin baat ki
Baaton mein keejiye
Aaj ki raat maza husn ka
Aankhon se leejiye
Aaj ki raat maza husn ka
Aankhon se leejiye
Jaan ki qurbaani
Le le dilbar jaani
Tabaahi pakki hai
Aag tu main paani
Jaan ki qurbaani
Le le dilbar jaani
Tabaahi pakki hai
Aag tu main paani
Mere mehboob samajhiye zara
Mauqe ki nazaakat
Mere mehboob samajhiye zara
Mauqe ki nazaakat
Ke khareedi nahin jaa sakti
Haseenon ki ijaazat
Ke khareedi nahin jaa sakti
Haseenon ki ijaazat
Naaz itna .. meri jaan
Naaz itna bhi nahin
Khokhle vaadon pe keejiye
Aaj ki raat maza husn ka
Aankhon se leejiye
Aaj ki raat maza husn ka
Aankhon se leejiye
Jaan ki qurbaani
Le le dilbar jaani
Tabaahi pakki hai
Aag tu main paani
Jaan ki qurbaani
Le le dilbar jaani
Tabaahi pakki hai
Aag tu main paani
शुक्रवार, 20 फ़रवरी 2026
Aapki Ankhon Mein Kuch - Lata Mangeshkar,Kishore Kumar
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai
Aap se bhi khoobsurat
Aap ke andaaz hai
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai
Lab hile to mogare ke
Phool khilte hain kahin
Lab hile to mogare ke
Phool khilte hain kahin
Aap ki aankhon mein
Kya saahil bhi milte hai kahin
Aap ki khaamoshiyaan
Bhi aap ki aawaaz hai
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai
Aap se bhi khoobsurat
Aap ke andaaz hai
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai
Aap ki baaton mein phir
Koi sharaarat to nahin
Aap ki baaton mein phir
Koi sharaarat to nahin
Bevaja taarif karna aap
Ki aadat to nahin
Aap ki badmaashiyon ke
Yeh naye andaaz hai
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai
O aap se bhi khoobsurat
Aap ke andaaz hai
Aap ki aankhon mein
Kuch maheke hue se raaz hai.
डॉल्फिन (Dolphins)
डॉल्फ़िन के बारे में रोचक तथ्य:
• अनोखी नींद: डॉल्फ़िन सोते समय केवल एक ही आँख बंद करती हैं और मस्तिष्क का आधा हिस्सा ही सोता है (एक गोलार्धीय नींद)।
• अत्यधिक बुद्धिमान: वे मनुष्यों की तरह ही बुद्धिमान मानी जाती हैं, जिनमें स्मृति, तर्क और समस्या सुलझाने की क्षमता होती है।
• सांस लेना: चूँकि डॉल्फ़िन मछली नहीं, स्तनधारी हैं, इसलिए उन्हें सांस लेने के लिए सिर के ऊपर बने ब्लोहोल (blowhole) के माध्यम से सतह पर आना पड़ता है।
• संचार (Communication): ये सीटी, क्लिक और अन्य आवाजों के जरिए एक-दूसरे से संवाद करती हैं।
• जीवनकाल: छोटी प्रजातियां लगभग 20 वर्ष तक जीवित रह सकती हैं, जबकि किलर व्हेल जैसी बड़ी प्रजातियां 80 वर्ष से अधिक जी सकती हैं।
• गंगा डॉल्फिन: भारत की राष्ट्रीय जलीय जीव 'गंगा डॉल्फिन' है, जिसे स्थानीय भाषा में 'सुसु' या 'सोंस' भी कहा जाता है।
• खतरा: प्लास्टिक प्रदूषण और शिकार के कारण डॉल्फिन की कई प्रजातियां, जैसे माउई डॉल्फिन, विलुप्त होने की कगार पर हैं।
वे 30 किमी/घंटा तक की गति से तैर सकती हैं और समूह (Pods) में रहना पसंद करती हैं।