Hindi Lyrics लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Hindi Lyrics लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

शुक्रवार, 5 जून 2026

Mushkil Bada Yeh Pyaar Hai" by Udit Narayan & Alka Yagnik


 

bechainiya betabiya bechainiya betabiya

ye duriya majburiya ye duriya majburiya

mushkil bada ye pyar hai ye pyar hai

adhoshiya khamoshiya madhoshiya khamoshiya

unchayiya gehrayiya unchayiya gehrayiya

mushkil bada ye pyar hai ye pyar hai


tanhayiya parchhayiya purvayiya shehnayiya

angdayiya rusvayiya chingariya dushvariya

mushkil bada yeh pyar hai yeh pyar hai

nadaniya beimaniya hairaniya manmaniya

kurbaniya diljaniya pashemaniya pareshaniya

mushkil bada ye pyar hai ye pyar hai

ye pyar hai ye pyar hai ye pyar hai


ye paheliya atkeliya ye jawaniya divaniya

viraniya hariyaliya aabadiya barbadiya

mushkil bada ye pyar hai ye pyar hai

ha ye pyar hai ye pyar hai ye pyar hai

ye pyar hai ye pyar hai ye pyar hai


बुधवार, 27 मई 2026

Baharo Phool Barsao - Mohammed Rafi


 

Bahaaron phool barsaao


Mera mehboob aaya hai


Mera mehboob aaya hai


Bahaaron phool barsaao


Mera mehboob aaya hai


Mera mehboob aaya hai


Hawaon raagini gaao


Mera mehboob aaya hai


Mera mehboob aaya hai






O laali phul ki mehandi


Laga in gore haathon me


Utar aa ai ghata kajal


Laga in pyaari aankhon mein


Sitaaron maang bhar jaao


Mera mehboob aaya hai


Mera mehboob aaya hai


Bahaaron phool barsaao


Mera mehboob aaya hai


Mera mehboob aaya hai






Nazaaron har taraf ab


Taan do ik nur ki chaadar


Badaa sharmilaa dilabar hai


Chala jaaye na sharma kar


Zaraa tum dil ko bahalaao


Mera mehboob aaya hai


Mera mehboob aaya hai


Bahaaron phool barsaao


Mera mehboob aaya hai


Mera mehboob aaya hai






Sajaai hai javaan kaliyon


Ne ab ye sej ulfat ki


Inhe maalum tha aayegi


Ik din rut muhabbat ki


Fizaaon rag bikharaao


Mera mehboob aaya hai


Mera mehboob aaya hai


Bahaaron phool barsaao


Mera mehboob aaya hai


Mera mehboob aaya 

रविवार, 3 मई 2026

Dilbar Dil Se Pyare - Lata Mangeshkar


 

dilbar ha dilbar, dilbar ha dilbar, dilbar ha dilbar

dilbar dil se pyare dilbar dil ki sunta ja re dilbar

saari duniya haari hamse, ham tujhpe dil haare dilbar

dilbar dil se pyare dilbar dil ki sunta ja re dilbar

saari duniya haari hamse, ham tujhpe dil haare dilbar

gahri naino vaale, lahri lahri naino vaale

gahri naino vaale, naino vaale

lahri-lahri naino vaale, naino vaale

gahri naino vaale, naino vaale

lahri-lahri naino vaale, naino vaale

are, ha ha, yak yak din ginati rahu sada

jabse mai tujhpe tujhpe fida

o sunta hai re babua tu hi mera na hua

nahi jag me kya nahi hota ye, he

dilbar dil se pyare dilbar dil ki sunta ja re dilbar

saari duniya haari hamse, ham tujhpe dil haare dilbar

dilbar dil se pyare dilbar, dilbar, dilbar


o tak tak rahu chunri hari hari

o dikhalaau baiyaan bhari bhari

o mohe chhu le sajna, gussa hai kyo itna

jo mar rahi usko kyo maare he he

dilbar dil se pyare dilbar dil ki sunta ja re dilbar

saari duniya haari hamse, ham tujhpe dil haare dilbar

gahri naino vaale, lahri lahri naino vaale

gahri naino vaale, naino vaale

lahri lahri naino vaale, naino vaale

gahri naino vaale, naino vaale

lahri lahri naino vaale, naino vaale


o nas nas meri sulge aise piya

o jal ban ke ladki jaise piya

o kyo sulgaaye mujhko, meri lag jaaye tujhko

rahe tu bhi jalta bujhta re

dilbar dil se pyare dilbar dil ki sunta ja re dilbar

saari duniya haari hamse, ham tujhpe dil haare dilbar

dilbar dil se pyare dilbar, dilbar, dilbar

lyrics of song Dilbar Dil Se Pyare Dilbar

मंगलवार, 7 अप्रैल 2026

Hai Rama - Rangeela


 

Hai Rama Ye Kya Hua Kyon Aise Humein

Sataane Lage

Tum Itni Pyaari Ho Saamne Hum Kaabu Mein

Kaise Rahein

Jaao Humko To Aati Sharam Hai

Teri Aisi Ada Pe To Fida Hum Hain

Hai Rama Ye Kya Hua Kyon Aise Humein

Sataane Lage

Tum Itni Pyaari Ho Saamne Hum Kaabu Mein

Kaise Rahein

Rs 1 Trial
Jaao Humko To Aati Sharam Hai

Teri Aisi Ada Pe To Fida Hum Hain

Tauba Meri Tauba Ab Kya Sitamb Hai

Kaise Zidd Karne Lage

Jaane Tumne Kya Kya Socha Aage Aage

Hum To Ab Darrne Lage

Arre Socha Hai Yehi Raat Aur Din

Tujhe Pyaar Karenge Hum

Darrte Ho Kyon O Jaaneman

Mere Pyaar Se

Hai Rama Ye Kya Hua Kyon Aise Humein

Sataane Lage

Tum Itni Pyaari Ho Saamne Hum Kaabu Mein

Kaise Rahein

Jaao Humko To Aati Sharam Hai

Teri Aisi Ada Pe To Fida Hum Hain

Hai Rama Ye Kya Hua Kyon Aise Humein

Sataane Lage

Tum Itni Pyaari Ho Saamne Hum Kaabu Mein

Kaise Rahein

Jaao Humko To Aati Sharam Hai

Teri Aisi Ada Pe To Fida Hum Hain

Kaali Kaali Zulfein Gori Gori Baahein

Mujhko Tadpaane Lagin

Honth Bheege Bheege Nasheeli Ye Aankhein

Pyaas Ko Jagaane Lagin

Chhodo Na Aisi Baaton Ko

Kyon Kaun Raahon Ko

Modo Na Meri Baahon Ko

Jaane Do Na

Hai Rama Ye Kya Hua Kyon Aise Humein

Sataane Lage

Tum Itni Pyaari Ho Saamne Hum Kaabu Mein

Kaise Rahein

Jaao Humko To Aati Sharam Hai

Teri Aisi Ada Pe To Fida Hum Hain

Hai Rama Ye Kya Hua Kyon Aise Humein

Sataane Lage

Tum Itni Pyaari Ho Saamne Hum Kaabu Mein

Kaise Rahein

Jaao Humko To Aati Sharam Hai

Teri Aisi Ada Pe To Fida Hum Hain



शनिवार, 28 मार्च 2026

Kaisi Hai Ye Rut - Dil Chahta Hai,



Kaisi hai yeh rut ke jis mein,
Phool ban ke dil khile
Ghul rahein hai rang saare,
Ghul rahi hai khushbuyein
Chandni jharne ghatayein,
geet baarish titliyaan
Hum pe ho gaye hai sab meherbaan
******
Kaisi hai yeh rut ke jis mein,
Phool ban ke dil khile
*************************

Dekho... nadi ke kinare
Panchhi pukaare, kisi panchi ko
Dekho.... yeh jo nadi hai,
Milne chali hai, sagar hi ko
Yeh pyaar ka hi saara hai kaarvaan

***
Kaisi hai yeh rut ke jis mein,
Phool ban ke dil khile
***************************
Starring Akshaye Khanna and
Dimple Kapadia!!!
Pls put a thumbs up if you
enjoy this song!!

Uploaded by @Shalzz865

Hooo Kaise
kisi ko batayein,
Kaise yeh samjaayein,
kya pyaar hai
Is mein
bandhan nahin hai,
Aur na koyi bhi
deewaar hai
Suno pyaar ki nirali hai daastaan

Kaisi hai yeh rut ke jis mein,
Phool ban ke dil khile
Ghul rahein hai rang saare,
Ghul rahi hai khushbuyein
Chandni jharne ghatayein,
geet baarish titliyaan
Hum pe ho gaye hai sab meherbaan
Kaisi hai yeh rut ke jis mein,
Phool ban ke dil khile
Pls put a thumbs up if you
enjoy this song!!


मंगलवार, 24 मार्च 2026

Kaho Na Kaho - Murder,


 

Kaho Na Kaho
Yeh Aankhen Bolti Hain
O Sanam O Sanam
O Mere Sanam ...
Mohabbat Ke Safar Mein
Yeh Sahaara Hai ...
Wafa Ke Saahilon Ka Yeh Kinaara Hai ...
Kaho Na Kaho
Yeh Aankhen Bolti Hain
O Sanam O Sanam
O Mere Sanam ...
Mohabbat Ke Safar Mein
Yeh Sahaara Hai ...
Wafa Ke Saahilon Ka Yeh Kinaara Hai ...

Baadalon Se Unchi Uraan Unki
Sab Se Alag Pehechaan Unki
Usse Hai Pyaar Ki Kahaani Mansoob
Aati Jaati Saanson Ki Rawaani Mansoob ..
Baadalon Se Unchi Uraan Unki
Sab Se Alag Pehechaan Unki
Usse Hai Pyaar Ki Kahaani Mansoob
Aati Jaati Saanson Ki Rawaani Mansoob ..


Kamalli Ma'aa
Wala Ha’’tta' Baidi'am
Niki Aldi Hawa
Kamalli Ma'aa ...
Kamalli B'ali Uffal Di Walaa Bansaa' ...
Kamalli Waa Hishmillah
Hataa Banu Wayyaa ...
Kaho Na Kaho
Yeh Aankhen Bolti Hain
O Sanam O Sanam
O Mere Sanam ...
Mohabbat Ke Safar Mein
Tu Hamaara Hai ...
Andhere Raaston Ka Tu Sitaara Hai ...


Kamalli Habibi Mah'ta Dilai
I'layya 'Anayya Bindaa 'Ilai
Wila'ha Walayla Kulli Ku
Yakuniya Habibi Mahta Dillai
Tu Hi Jeene Ka Sahaara Hai
Meri Maujon Ka Kinaara Hai
Mere Liye Yeh Jahaan Hai Tu
Tujhe Mere Dil Ne Pukaara Hai ...



Hey…..Hey….
Hey---Ye…Ye …Ye
Hey…..Hey….
Hey---Ye………..
Kaho Na Kaho Yeh Saansein Bolti Hain ...
O Sanam O Sanam
O Mere Sanam ...
Labon Pe Naam Tere
Bas Hamaara Hai ...
Yeh Tera Dil Bhi Jaanaa Hamaara Hai ...
Kaho Na Kaho
Yeh Aankhen Bolti Hain
O Sanam O Sanam
O Mere Sanam ...
Mohabbat Ke Safar Mein
Yeh Sahaara Hai ...
Wafa Ke Saahilon Ka Yeh Kinaara Hai ...
Khwaabon Mein Tujhko Sanwaara Hai
Jazbon Mein Apne Utaara Hai
Meri Yeh Aankhen Jidhar Dekhe
Tera Hi Chehra Nazaara Hai
Khwaabon Mein Tujhko Sanwaara Hai
Jazbon Mein Apne Utaara Hai
Meri Yeh Aankhen Jidhar Dekhe
Tera Hi Chehra Nazaara Hai
Khwaabon Mein Tujhko Sanwaara Hai
Jazbon Mein Apne Utaara Hai
Meri Yeh Aankhen Jidhar Dekhe
Tera Hi Chehra Nazaara Hai
Khwaabon Mein Tujhko Sanwaara Hai
Jazbon Mein Apne Utaara Hai
Meri Yeh Aankhen Jidhar Dekhe
Tera Hi Chehra Nazaara Hai


मंगलवार, 24 फ़रवरी 2026

Aaj Ki Raat, Stree 2,Tamannaah Bhatia,


 

Aaj Ki Raat Song Lyrics in English

Thodi fursat bhi meri jaan kabhi

Baahon ko deejiye

Thodi fursat bhi meri jaan kabhi

Baahon ko deejiye


Aaj ki raat maza husn ka

Aankhon se leejiye

Aaj ki raat maza husn ka

Aankhon se leejiye


Waqt barbaad na bin baat ki

Baaton mein keejiye

Waqt barbaad na bin baat ki

Baaton mein keejiye


Aaj ki raat maza husn ka

Aankhon se leejiye

Aaj ki raat maza husn ka

Aankhon se leejiye


Jaan ki qurbaani

Le le dilbar jaani

Tabaahi pakki hai

Aag tu main paani


Jaan ki qurbaani

Le le dilbar jaani

Tabaahi pakki hai

Aag tu main paani


Mere mehboob samajhiye zara

Mauqe ki nazaakat

Mere mehboob samajhiye zara

Mauqe ki nazaakat


Ke khareedi nahin jaa sakti

Haseenon ki ijaazat

Ke khareedi nahin jaa sakti

Haseenon ki ijaazat


Naaz itna .. meri jaan

Naaz itna bhi nahin

Khokhle vaadon pe keejiye


Aaj ki raat maza husn ka

Aankhon se leejiye

Aaj ki raat maza husn ka

Aankhon se leejiye


Jaan ki qurbaani

Le le dilbar jaani

Tabaahi pakki hai

Aag tu main paani


Jaan ki qurbaani

Le le dilbar jaani

Tabaahi pakki hai

Aag tu main paani

शुक्रवार, 20 फ़रवरी 2026

Aapki Ankhon Mein Kuch - Lata Mangeshkar,Kishore Kumar



 

Aap ki aankhon mein

Kuch maheke hue se raaz hai

Aap ki aankhon mein

Kuch maheke hue se raaz hai


Aap se bhi khoobsurat

Aap ke andaaz hai

Aap ki aankhon mein

Kuch maheke hue se raaz hai


Lab hile to mogare ke

Phool khilte hain kahin

Lab hile to mogare ke

Phool khilte hain kahin

Aap ki aankhon mein

Kya saahil bhi milte hai kahin


Aap ki khaamoshiyaan

Bhi aap ki aawaaz hai

Aap ki aankhon mein

Kuch maheke hue se raaz hai

Aap se bhi khoobsurat

Aap ke andaaz hai


Aap ki aankhon mein

Kuch maheke hue se raaz hai

Aap ki baaton mein phir

Koi sharaarat to nahin

Aap ki baaton mein phir

Koi sharaarat to nahin


Bevaja taarif karna aap

Ki aadat to nahin

Aap ki badmaashiyon ke

Yeh naye andaaz hai


Aap ki aankhon mein

Kuch maheke hue se raaz hai

O aap se bhi khoobsurat

Aap ke andaaz hai

Aap ki aankhon mein

Kuch maheke hue se raaz hai.



गुरुवार, 19 फ़रवरी 2026

Ambe Tu Hai Jagdambe Kali - NAVRATRI


 

Ambe Tu Hai Jagdambe Kali

Jai Durge Khappar Wali

Tere Hi Gun Gaaye Bharati

Ambe Tu Hai Jagdambe Kali

Jai Durge Khappar Wali

Tere Hi Gun Gaaye Bharati

O Maiya, Hum Sab Utarey Teri Aarti

Tere Bhakt Jano Par Mata

Bhid Padi Hai Bhari x2

Daanav Dal Par Toot Pado Maa

 Karke Singh Sawari x2

Tere Bhakt Jano Par Mata

Bhid Padi Hai Bhari x2

Daanav Dal Par Toot Pado Maa

 Karke Singh Sawari

So So Singho Se Tu Bal Shali

Hai dus Bhujao Wali, Dukhyio ke dukhde haarti 

O Maiya, Hum Sab Utarey Teri Aarti

Ambe Tu Hai Jagdambe Kali

Jai Durge Khappar Wali

Tere Hi Gun Gaaye Bharati

Ambe Tu Hai Jagdambe Kali

Jai Durge Khappar Wali

Tere Hi Gun Gaaye Bharati

O Maiya, Hum Sab Utarey Teri Aarti

Maa Bete Ka Hai Is Jag Mein Bada Hi Nirmal Nata

Bada Hi Nirmal Nata

Poot Kaput Sune Hai Par Na Mata Suni Kumata

Maa Bete Ka Hai Is Jag Mein Bada Hi Nirmal Nata

Bada Hi Nirmal Nata

Poot Kaput Sune Hai Par Na Mata Suni Kumata

Sab Par Karuna Darshaney Wali, Amrut Barsaney Wali

Dukhiyon Ke Dukhdae Niharti

O Maiya, Hum Sab Utarey Teri Aarti

Ambe Tu Hai Jagdambe Kali

Jai Durge Khappar Wali

Tere Hi Gun Gaaye Bharati

Ambe Tu Hai Jagdambe Kali

Jai Durge Khappar Wali

Tere Hi Gun Gaaye Bharati

O Maiya, Hum Sab Utarey Teri Aarti

सोमवार, 16 फ़रवरी 2026

Aa Birna More Birna - Geeta Dutt,




Aa birna more birna
Aa birna more birna
Raakhi baandhun ke
Birna saawan laaga
Raakhi baandhun ke
Laaga saawan re
O raakhi baandhun ke
Birna saawan laaga
Raakhi baandhun ke
Laaga saawan re
Sun behna sun behna
Sun behna sun behna
Tere bandhan ne
Bhai ka man baandha
Tere bandhan ne
Baandha ye man re
O tere bandhan ne
Bhai ka man baandha
Tere bandhan ne
Baandha ye man re
Aa birna more birna
Aa birna more birna

Aisa hai ye din
Bhulaaye na bhuley
Bhulaaye na bhuley
Bhulaaye na bhuley
Chaahe jo koi bhulaana
Aisa hai ye din
Bhulaaye na bhule
Chaahe jo koi bhulaana
Yugo tak rahega
Bhai behan ka zamaana
Bhai behan ka zamaana
Aa birna more birna
Aa birna more birna

Kismat soyi khel
Khele jo ham se
Khele jo ham se
Ho khele jo ham se
Hamko nahin bhul jaana
Tujh par waarunga
Tan man apna
Dekhega saara zamaana
Dekhega saara zamaana
Aa birna more birna
Aa birna more birna
Raakhi baandhun ke
Birna saawan laaga
Raakhi baandhun ke
Laaga saawan re
Raakhi baandhun ke
Birna saawan laaga
Raakhi baandhun ke
Laaga saawan re
Sun behna sun behna
Tere bandhan ne bhai
Ka man baandha
Tere bandhan ne
Baandha ye man re
Aa birna more birna
Aa birna more birna.

बुधवार, 11 फ़रवरी 2026

Aa Chal - Sharon Prabhakar,


 

Aa chal taaro ki chhao mein
Aa chal taaro ki chhao mein
Aa mere sanam aa haa meri kasam
Aa chal taaro ki chhao mein
Aa chal taaro ki chhao mein aa

Dekho zara yaa rang chhane laga
Ye fasala dil ko jhala ne laga
Ho jaane ye kyaa hole laga o dilruba
Aa chal taaro ki chhao mein
Aa chal taaro ki chhao mein
Aa mere sanam aa haa meri kasam
Aa chal taaro ki chhao mein
Aa chal taaro ki chhao mein aa


Aisa sama masti mein duba jahan
O sunle zara bolo kyaa dil ki jaban
Hum hain jawan kyu...


शुक्रवार, 30 जनवरी 2026

Aa Bhi Jao Sajna - Shamshad Begum


 

aa bhi jao sajna o sajna
aa bhi jao sajna o sajna
in sawan ki bouchharo mein ji mera na lage bedardi
tum bin in guljaro mein hay sawan ki bouchharo mein
aa bhi jao sajna
in sawan ki bouchharo mein ji mera na lage bedardi
tum bin in guljaro mein hay sawan ki bouchharo mein

badal dhire dhire aaye sawariya mere ghar na barse
naina tumko dekhe likin arma tum bin tarase
ek papiha hare to main hun ulfat ke bimaro mein
ji mera na lege bedardi
tum bin in guljaro mein hay sawan ki bouchharo mein
aa bhi jao sajna
in sawan ki bouchharo mein ji mera na lage bedardi
tum bin in guljaro mein hay sawan ki bouchharo mein

itne bedardi banke balamwa hum pe julm na dhao re
hum pe julm na dhao re
itne bedardi banke balamwa hum pe julm na dhao re
hum pe julm na dhao re
jao tum se pyar na hoga yad hame mat aao re
yad hame mat aao re
dur se na funk maro thake huye angaro mein
ji mera na lage bedardi
tum bin in guljaro mein hay sawan ki bouchharo mein
aa bhi jao sajna
in sawan ki bouchharo mein ji mera na lage bedardi
tum bin in guljaro mein hay sawan ki bouchharo mein

मंगलवार, 20 जनवरी 2026

Aa Bhi Ja Meri Jaan · Shailendra Singh, Peenaz Masani


 

aa bhi ja meri ja

aa bhi ja meri ja

aa bhi ja meri ja

dil jawa hai rut jawa, hum bhi hai jawa

aa bhi ja meri ja


julfo ki chhanv me gujar du main zindagi

sadke karu main tujhpe sanam apni har khushi

julfo ki chhanv me gujar du main zindagi

sadke karu main tujhpe sanam apni har khushi

tum mile to mil gaye

tum mile to mil gaye

mujhko do jahan

aa bhi ja meri ja, aa bhi ja meri ja


saaz ke har ek taar me chhupe ho tum

dil ki dhadkano ke raag me chhupe ho tum

saaz ke har ek taar me chhupe ho tum

dil ki dhadkano ke raag me chhupe ho tum

aao mere pass tum

aao mere pass sunlo dil ki daasta

aa bhi ja meri ja, aa bhi ja meri ja


jo humsafar ho tum to khiza bhi bahar hai

janebahar tum pe mera dil nisar hai

jo humsafar ho tum to khiza bhi bahar hai

janebahar tum pe mera dil nisar hai

tum se khil uthe, tum se khil uthe

ye mere pyar ka jahan

aa bhi ja meri ja, aa bhi ja meri ja

dil jawa hai rut jawa, hum bhi hai jawa

ll la ll la ll la ll la


रविवार, 23 नवंबर 2025

AA AAJA KUCH KEH Ja - Raja Rani,


 

Lyrics of Aaja Aaja Kuch Kah Ja Kuch Sun Ja - 

aa aaja aaja kuch keh ja kuch sun ja
aa aaja aaja kuch keh ja kuch sun ja
dur dur kyu rehta hai apni rani se raja
aa aaja aaja kuch keh ja kuch sun ja
aa aaja aaja kuch keh ja kuch sun ja
dur dur kyu rehta hai apni rani se raja
aa aaja aaja kuch keh ja kuch sun ja

angdai yu li hai armano ne
dil luta is dil ke mehmano ne
angdai yu li hai armano ne
dil luta is dil ke mehmano ne
dil se dil tu na mila aa aankhe to mila ja
aa aaja aaja kuch keh ja kuch sun ja
aa aaja aaja kuch keh ja kuch sun ja

sapno ki duniya me kho jaungi
aa sajna varna mai so jaungi
sapno ki duniya me kho jaungi
aa sajna varna mai so jaungi
nind se pehle tu aa ke in aankho me sama ja
aa aaja aaja kuch keh ja kuch sun ja
aa aaja aaja kuch keh ja kuch sun ja
dur dur kyu rehta hai apni rani se raja
aa aaja aaja kuch keh ja kuch sun ja
aa aaja aaja kuch keh ja kuch sun ja
dur dur kyu rehta hai apni rani se raja
aa aaja aaja kuch keh ja kuch sun ja
aa aaja aaja kuch keh ja kuch sun ja

रविवार, 28 सितंबर 2025

A For Apple B For Baby C For Camel -Sadhu Aur Shaitaan


 Lyrics of A For Apple B For Baby C For Camel D For Daddy 

a for apple, b for baby, c for camel, d for dady
a for apple, b for baby, c for camel, d for dady
a for apple, b for baby, c for camel, d for dady
d for dadi, d for dady o d for dadi no d for daddy
a for andha, b for bahra, c for cana, d for duffer
a for apple, b for baby, c for camel, d for dady

e se england hai, f se fingland hai, g se kaun land hai
bolo bolo bacho g se german hai, h se holland hai
i se mera india, jaihind jaihind

chhodo bacho a b c aao sikho ka kha ga gha
are chhodo bacho a b c aao sikho ka kha ga gha
rag videshi bhul ke pyare gao sa re ga ma pa
gao sa re ga ma pa ga ma pa ga ma pa
ga se gay ma se mata, ga se gay ma se mata,
pa se bolo kya pita
chhodo bacho a b c aao sikho ka kha ga gha
aao sikho ka kha ga gha, aao sikho ka kha ga gha
sa sa re re ga ga ma ma pa dha ni sa aa aa aa

n se narangi, o se om hari om, p se prem patr
ye mera prem patr padhkar naraj na hona
ye mera prem patr
p se prem patar to q se, q se queen hukam ki
r se roti besan ki, s se sag sarso ka
a b c d e f g h i j k l m n o p q, l m n o p q

ka kha ga a b c are ka kha ga no a b c
chhodo bacho angreji hindi urdu ka jhagda
chhodo bacho angreji hindi urdu ka jhagda
tamil bolo, bangla bolo bolo har desh ki bhasha
sikh sako to sikho bacho
sikh sako to sikho bacho sari dunia ki vidya
chhodo bacho angreji hindi urdu ka jhagda
tamil bolo, bangla bolo bolo har desh ki bhasha

गुरुवार, 25 सितंबर 2025

A B Hakka Bakka Baag Lagaye Pakka. - Jaalsaaz -


 Lyrics
Ye bhi hakka hakka bakka

Duniya pagal hai albata

Dali tuti fal hai kacha

Bag lagaya pakka ye bhi

Hakka hakka bakka

Duniya pagal hai albata

Dali tuti fal hai kacha

Bag lagaya pakka ye bhi hakka

Chahe hum chahe tum

Kal ki hai khabar kisko

Rs 1 Trial
Chahe hum chahe tum

Kal ki hai khabar kisko

Samjhe ye hawa mili

Aisi najar kisko

Dali tuti fal hai kacha

Bag lagaya pakka

Ye bhi hakka hakka bakka

Duniya pagal hai albata

Dali tuti fal hai kacha

Bag lagaya pakka ye bhi hakka

Jiska nahi tu wahi

Tere nashe me jhume

Jiska nahi tu wahi

Tere nashe me jhume

Tan ke jo chale jag

Uske kadam chume

Are dur fite muh chalte jana

Dali tuti fal hai kacha

Bag lagaya pakka

Ye bhi hakka hakka bakka

Duniya pagal hai albata

Dali tuti fal hai kacha

Bag lagaya pakka ye bhi hakka

Main hu insa wo hai kutta

Kahta hu pate ki sun

Main hu insa wo hai kutta

Kahta hu pate ki sun

Wo bhi kate mai bhi katu

Yaha sabko hai apni dhun

Bhago bambai se kalkatta

Chalte jana deke dhakka

Dali tuti fal hai kacha

Bag lagaya pakka

Ye bhi hakka hakka bakka

Duniya pagal hai albata

Dali tuti fal hai kacha

Bag lagaya pakka ye bhi hakka