Javed Akhtar लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Javed Akhtar लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

शनिवार, 28 मार्च 2026

Kaisi Hai Ye Rut - Dil Chahta Hai,



Kaisi hai yeh rut ke jis mein,
Phool ban ke dil khile
Ghul rahein hai rang saare,
Ghul rahi hai khushbuyein
Chandni jharne ghatayein,
geet baarish titliyaan
Hum pe ho gaye hai sab meherbaan
******
Kaisi hai yeh rut ke jis mein,
Phool ban ke dil khile
*************************

Dekho... nadi ke kinare
Panchhi pukaare, kisi panchi ko
Dekho.... yeh jo nadi hai,
Milne chali hai, sagar hi ko
Yeh pyaar ka hi saara hai kaarvaan

***
Kaisi hai yeh rut ke jis mein,
Phool ban ke dil khile
***************************
Starring Akshaye Khanna and
Dimple Kapadia!!!
Pls put a thumbs up if you
enjoy this song!!

Uploaded by @Shalzz865

Hooo Kaise
kisi ko batayein,
Kaise yeh samjaayein,
kya pyaar hai
Is mein
bandhan nahin hai,
Aur na koyi bhi
deewaar hai
Suno pyaar ki nirali hai daastaan

Kaisi hai yeh rut ke jis mein,
Phool ban ke dil khile
Ghul rahein hai rang saare,
Ghul rahi hai khushbuyein
Chandni jharne ghatayein,
geet baarish titliyaan
Hum pe ho gaye hai sab meherbaan
Kaisi hai yeh rut ke jis mein,
Phool ban ke dil khile
Pls put a thumbs up if you
enjoy this song!!


शनिवार, 13 सितंबर 2025

Aap Bhi Aayiye Humko Bhi Bulaate Rahiye,Jagjit Singh

 


aap bhi aaiye ham ko bhi bulaate rahiye

dosti jurm nahin dost banaate rahiye


zahar pee jaaie aur baantie amrit sabko

zakhm bhi khaaiye aur geet bhi gaate rahiye


waqt ne loot leen logon ki tamannaayein bhi

khwaab jo dekhiye auron ko dikhaate rahiye


shakl to aapke bhi zehan mein hogi koi

kabhi ban jaayegi tasveer banaate rahiye