Ghazals लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं
Ghazals लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

रविवार, 21 सितंबर 2025

आबाद रहो मेरे दिल को जलाने वाले - aabaad raho mere dil ko jalaane vaale




 aabaad raho mere dil ko jalaane vaale
tum shaad raho merii hastii miTaane vaale

aanaa kabhii gurbat pe do aa.Nsuu bahaane ko
tiire-e-nazar se jhuuThe dariyaa bahaane vaale

shammaa bhii jalaa denaa mere mazaar pe tum
har dam hii aashiqo.n ke diip jalaane vaale

आबाद रहो मेरे दिल को जलाने वाले
तुम शाद रहो मेरी हस्ती मिटाने वाले

आना कभी गुर्बत पे दो आँसू बहाने को
तीरे-ए-नज़र से झूठे दरिया बहाने वाले

शम्मा भी जला देना मेरे मज़ार पे तुम
हर दम ही आशिक़ों के दीप जलाने वाले


शनिवार, 13 सितंबर 2025

Aap Bhi Aayiye Humko Bhi Bulaate Rahiye,Jagjit Singh

 


aap bhi aaiye ham ko bhi bulaate rahiye

dosti jurm nahin dost banaate rahiye


zahar pee jaaie aur baantie amrit sabko

zakhm bhi khaaiye aur geet bhi gaate rahiye


waqt ne loot leen logon ki tamannaayein bhi

khwaab jo dekhiye auron ko dikhaate rahiye


shakl to aapke bhi zehan mein hogi koi

kabhi ban jaayegi tasveer banaate rahiye

शनिवार, 24 मार्च 2018

ಗಝಲ್ - Ghazals

















Click hre

Nayan Ne Bandh Rakhi Ne - Manhar Udhas  
Main Kaise Kahoon Janeman -Jagjit Singh
Aye Mohabbat Tere Anjam Pe - Begum Akhtar
Peene Pilane Ke Sabh Hain Bahane - Ghulam_Ali
Mere Jeewan Mein Tu , Ghulam Ali
Hum Dosti Ehsan Wafaa, Jagjit Singh
Kahan Mold Tha Use Bhool Ja , Ghulam Ali
Mohabbt Ki Rangeeniyan , Ghulam_Ali, Anjuman Behtareen Ghazlen
Kahe Ab Ki Bahar- Latha Mangeshkar - Adaa
Phir Kisi Rahguzar Par , Ghulam Ali, Anjuman Behtareen Ghazlen
Aaj Jaane Kee Jid Naa Karo - Farida Khanum
Aaj Janey Kee Jid Naa Karo - Asha - A Brand New Album (2005)
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo - Talat Aziz.
Aaj Hum Bichde Hai - Jagjit Singh - Love is Blind (1997)
Aaj Bhee Hai Mere - Hariharan - Dil Nasheen (1988)
Aaiye Barishon Ka - Pankaj Udhas - Ishq Nachaye (1986)
Aaina Saamne Rakhoge - Jagjit Singh - Inteha
Aahat Si Koi Aaye - Bhupinder Singh - Khazana
Aadmi Aadmi Ko Kya Dega - Jagjit singh , Chitra Singh.
Aadhi Raat - Hariharan,Kaash (2000).
Aa Chandani Bhi Meri - Hariharan - Gulfam (hariharan) (1994)
Aa Bhi Jao Ke Zindagi Kam Hai























Hindi (हिन्दी) Hindi (Popular People) लोकप्रिय लोग  Hindi (Tourism) पर्यटन  Hindi (Recipes) - रसोई