Bhatt won the Filmfare Critics Award for Best Actress for playing a kidnapping victim in the road drama Highway (2014), and two Best Actress awards at the ceremony for playing a Bihari migrant in the crime drama Udta Punjab (2016) and a spy in the thriller Raazi (2018).
रविवार, 15 मार्च 2026
Alia Bhatt - आलिया भट्ट,
शनिवार, 13 सितंबर 2025
Aap Bhi Aayiye Humko Bhi Bulaate Rahiye,Jagjit Singh
aap bhi aaiye ham ko bhi bulaate rahiye
dosti jurm nahin dost banaate rahiye
zahar pee jaaie aur baantie amrit sabko
zakhm bhi khaaiye aur geet bhi gaate rahiye
waqt ne loot leen logon ki tamannaayein bhi
khwaab jo dekhiye auron ko dikhaate rahiye
shakl to aapke bhi zehan mein hogi koi
kabhi ban jaayegi tasveer banaate rahiye
बुधवार, 10 सितंबर 2025
Aap Aaye To Khayaala-Ye-Dila-Ye-Naashaad - Gumrah,
Lyrics
aap aaye to khayaala-ye-dila-ye-naashaad aayaa
kitane bhoole huye jakhmon kaa pataa yaad aayaa
aap ke lab pen kabhee apanaa bhee naam aayaa thaa
shokh najaronse mohabbat kaa salaam aayaa thaa
umarbhar saath nibhaane kaa payaam aayaa thaa
aap ko dekh ke wo yehad-ye-wafaa yaad aayaa
ruh mein jal uthhe, buzatee huyee yaadon ke diye
kaise diwaane the, aap ko paane ke liye
yoo to kuchh kam naheen jo aap ne yehasaan kiye
par jo maange se naa paayaa, wo silaa yaad aayaa
गुरुवार, 4 सितंबर 2025
Aaoge Jab Tum, Jab We Met,
Aaoge Jab Tum Saajna
Aaoge Jab Tum Saajna
Angana Phool Khilege
Barsega Saawan, Barsega Saawan
Jhoom Jhoom Ke
Do Dil Aise Milenge
Aaoge Jab Tum Saajna
Angana Phool Khilege
[Interlude Music]
Naina Tere Kajrare Hai
Naino Pe Hum Dil Hare Hai
Anjane Hi Tere Naino Ne
Wade Kiye Kaie Saare Hai
Sanso Ki Leher Madam Chale
Tose Kahe Barsega Saawan
Barsega Saawan Jhoom Jhoom Ke
Do Dil Aise Milenge
Aaoge Jab Tum Saajna
Angana Phool Khilege
[Interlude Music]
Ga Pa Pa Sa Sa Re Ga Ga
Chanda Ko Tako Raato Mein
Hai Zindagi Tere Haton Mein
Palko Pe Jil Mil Tare Hai
Aana Bahri Barsato Mein
Sapno Ka Jahan
Hoga Khila Khila
Barsega Saawan, Barsega Saawan
Jhoom Jhoom Ke
Do Dil Aise Milenge
[Alankar]
Pa Ni Sa Re Ma Ma Ga Ga Ga Sa Ni
Ni Re Ga Re Ni Dha Ni Re Ni Ma Dha Ni
Dha Dha
Dha Ni Re Pa Pa Ma Ma Dha Dha Ma Re
Ma Ga
Ga Ma Dha Ni Sa Sa Ni Pa
Ma Ma Ga Ga Ga Re Ga Sa(Angana
Phool Khilenge)
Pa Ni Da Re Ga Sa Re Pa Pa Ma Ma
Ga Ga Sa Re(Angana Phool Khilenge)
Ma Ma Pa Ni Sa Ni Ma Pa Ni Ni Sa Sa
Re Pa Pa Ma Ma Ga Ga
शुक्रवार, 29 अगस्त 2025
Aao Tumhe Ek Nayi Baat - Sur
Lyrics of Aao Tumhe Ek Nayi Baat - आओ तुम्हें एक नई बात
बुधवार, 27 अगस्त 2025
Aao Tumhe Chand Pe Jaye - Lata Mangeshkar
Aao Tumhe Chand Pe Jaye Lyrics
Ao tumhe chaand pe le jaaen
Pyaar bhare sapane sajaaen
Chhotaasa bngala banaaen
Ek nayi duniya basaaen
Pyaar ki hai duniya, dur asamaan pe
Milake na bichhade koi wahaan pe
Aisi bhi ek dagar hai, aisa bhi ek nagar hai
Gam jahaan soe aur khushi jaage
As ki hai mnjil, taaron se age
Dil wahaan rote nahi hain, ansu to hote nahi hain